QURAN URDU TAFSEER PARAH 1

1 TO 7 AL-FATIHA

List Of Subjects Discussed in this beyan
1- Dua mangnay ka sahi tareeka kia hay ?
2- Allah say baat kernay kee saadat
3- Rabb kee Tareef
4- Rehmat e Alam s.a.w.w

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

1 TO 4 AL-BAQARAH

1- Taqwa kisay kehtay hain ?
2- Allah kay hazoor paish honay ka khauf
3- Allah ka Humaray saath honay ka Ehsaas
4- Haq aur baatil kay dermiyan samjhota mumkin nahi
5- Imaan BilGhayab aur iman BilRisalat

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

5 TO 12 AL-BAQARAH

1- Kufer kee iksaam
2- Dil kee bimaryan aur un ka ilaj
3- Munafik kisay kehtay hain
4- Auliya Allah ka logon ke islah ka tareeka kia hota hay ?
5- Fasad kee haqeeqat

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

13 TO 20 AL-BAQARAH

1- Sahaba karam kee azmat
2- Nifaq aur Gumrahi
3- Biddat kisay kehtay hain

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

21 TO 25 AL-BAQARAH

1- Ibaadat aur Taqwa ka mafhoom
2- poori kaynat insan kee khidmat kay leya hay
3- Allah kee marfat kia hay
4- Dozakh kee aag dunya kee aag jaisi nahi hay
5- Barzukh qiyamat tak intizaargah
6- Jannat main janay wali Auratain hooron say ziada afzal hain

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

26 TO 29 AL-BAQARAH

1- Quran main insan ko samjhanay kee misalain
2- Allah say Muhabbat ka Sahi Rasta kon sa hay
3- Fisq ka mafhoom
4- Gunah dunya main fasad kee wajha banta hay
5- Halal o Haram

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

30 TO 34 AL-BAQARAH

1- farishton ka mizaj aur faraiz
2- Allah ka Khaleefa kon
3- Ilam e ladunni aur Ilam ghayab kisay kehtay hain
4- Qiblah sirf qibla e Sajdah hay
5- Takabbur, fasad kee bunyadi wajha

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

35 TO 39 AL-BAQARAH

1- Jannat main rehnay kee wajha
2- Hazrat Adam A.S kee terf khata mansoob kerna haram hay
3- Zameen per Allah ka Naib
4- Jinnaat humaisha kay leya nahi paida keya gay
5- Khatam e Nabuwwat kia hay
6- Hazrat Eesa A.S. ka dobara nazool

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

40 TO 43 AL-BAQARAH

1- Aitraaz sirf jihalat hay
2- sabqa kitabon main Nabi Pak s.a.w.w kee baisat aur sahaba karam ka ziker
3- Haq per Qaim rehnay kee Taufiq kin logon ko milti hay
4- Aurat kee imaamat jaiz nahi
5- Nimaz ya Quran perhnay per paisay laina kaisay hay ?

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

44 TO 46 AL-BAQARAH

1- Saber kisay kehtay hain
2- Taqdeer kee 2 iksaam hain
3- Dil ka Khashoo o Khazoo Nabi say hasil honay walay Noor say haasil hota hay
4- Peeri mureedi kee haqeeqat

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

47 TO 52 AL-BAQARAH

1- Allah kee nafermani say dunya main bhe ruswayee hoti hay
2- Bani israil aur ummat e muslima
3- Monin kee taubah Asaar e maut per bhe qabool hoti hay
4- Peeri mureedi ka maqsad
5- Ijtihaad aur Kuffer

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

53 TO 59 AL-BAQARAH

1- Taubah ka mafhoom
2- Dil ka khaloos amaal kee rooh hay
3- Bani Israil ka Allah ko daikhnay ka mutalba
4- Allah kay Rasool per aitamad kerna lazmi hay
5- Fisk per azab

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

60 TO 61 AL-BAQARAH

1- Hadd say berh jana ka anjam
2- Insan key Hadood aur Faraiz
3- Humara aaj ka bunyadi masla
4- Allah per aitamad kee kami
5- Sagheera gunah musalsal kerna tabahi kee terf lay jata hay

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

62 TO 64 AL-BAQARAH

1- Naik amaal kerna shert e imaan hay
2- insaniyat kee arr main deen say faraar
3- Sahaba kee fazeelat
4- Insan ka Kirdar aur Naik Amaal
5- Saza ka tasawwer aur hukamrano kee zimadariyan

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

65 TO 66 AL-BAQARAH

1- Banderon ka insani nasel say koi taulluk nahi
2- Suhbat ka aser
3- Gunahon say Taubah ka Tareeka
4- Auliya Allah dunya kay qaim rehnay ka sabab hain
5- shiatan kee pairvee ijtimayee tabahi ka sabab

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

67 TO 73 AL-BAQARAH

1- Dunya Aalim e asbaab hay
2- Jihalat
3- bay ja sawalaat kerna
4- Allah kay her kaam main hikmat
5- Hajj per aitraaz

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

74 TO 77 AL-BAQARAH

1- Pathron say bhe sakhat dil log
2- Lateefa e Qalab
3- Aakhirat kee berbaadi kay asraat insan kee dunya kee zindagee main bhe nazer atay hain
4- Allah kay hazir nazir honay ka ehsas shert e iman hay

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

78 TO 83 AL-BAQARAH

1- Jaahilon ka ittiba
2- Yahood ka zuam e baatil
3- Aakhirat main insan kay leya maut nahi
4- Aakhirat main ajer sirf iman walon ko milay ga
5- Dunya main jannat kee naimaton ka ehaata mumkin nahi hay
5- waldain kay saath acha salook

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

84 TO 85 AL-BAQARAH

1- Bani Israil kee wada khilaafi
2- Haram ko halal bananay kee koshish
3- Sood her surat main haram hay
4- Banday ka Allah say rishta

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

86 TO 90 AL-BAQARAH

1- Nabuwwat aur wilayat wirasat nahi
2- Ghazb e ilaahi , barkat say mehroomi
3- Kufer kernay say Zillat ka azaab

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

91 TO 96 AL-BAQARAH

1- Islam aur Imaan kee Bunyad
2- Anjana khauf
3- Dunya aakhirat kee khaiti hay
4- Momin kee dunya bhe deen hay
5- ager iman aur naik amal kay saath lambi umer milay tu yeh bahut bari naimat hay

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

96 TO 97 AL-BAQARAH

1- Wahi uternay kee jagha Nabi ka dil hay
2- Dil main Jazba e Itaat kaisay paida hota hay
3- Ziker Qalbi Khafi
4- Hizbullah aur Hizbushaitan

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

98 TO 101 AL-BAQARAH

1- Dunya aik imtihaan gah hay
2- Allah kee dushmani taubah kee taufeeq ka salab hona
3- Imaan ka kamaal
4- Quran ka ata kerda nizam aik mujzah hay
5- Hawai jahaz main nimaz ada kernay ka tareeka

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

102 AL-BAQARAH

1- Jadoo aur Amliyaat kay Asraat kee haqeeqat
2- Jadoo ger kisi ka kuch nuqsan nahi ker sakta
3- Allah kee hifazat
4- Bandesh e rizk aur jadoo
5- Jadoo haqeeqat nahi sarab hay
6- Jadoo aur aakhirat

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

103 TO 105 AL BAQARAH

1- Adaab e Bargah e Nabvee s.a.w.w

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

106 TO 109 AL-BAQARAH

1- Mansookh ayaat
2- Sawal seekhnay kay leya hona chahyay aitraaz kay leya nahi
3- Nabi Pak s.a.w.w kay Dada aur walid tauheed parast thay
4- Tehzeebon ka tasadam

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

110 TO 112 AL-BAQARAH

1- Yahood o nasara kee sazishain
2- Dua kee qabooliyat
3- sawab kisay kehtay hain
4- dunya ka maal Allah kee amaanat hay
5- Jannat kee haqeeqat
6- Khauf aur gham ka ilaj Allah kee itaat aur Sachay dil say Nabi Pak s.a.w.w kee Ghulami

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

113 AL-BAQARAH

1- Daulat ka lalach
2- 4 fiqhi imaamon kay ikjtilaaf kee haqeeqat
3- Ummat e Muhammadia s.a.w.w. ka imtiaz
4- Masjid main fasad bahut bara zulem hay
5- ibaadat gahon ka ehtraam zaroori hay

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

114 AL BAQARAH

1- Masjid kay Adaab

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

127 TO 129 AL-BAQARAH

1- Khana kaba kee Tameer e now
2- Khaleel Ullah aur Zabeeh Ullah kee duain
3- kitaab o hikmat kee taleem
4- Dil kee Safayee Tazkiya kernay kay Nataaij

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

130 TO 141 AL-BAQARAH

1- Millat e Ibrahimi tamaam aqwam kay leya kasoti
2- Hazrat Yakoob A.S kee waseeyat
3- Tamaam Ambiya aik hee deen per thay
4- Aik hee rang , Allah ka rang

Watch on Vimeo

Watch on Youtube