QURAN URDU TAFSEER PARAH 27

31 TO 44 SURAH ZAARIYAAT

1- ibrat hasil kernay key leya dalail .
2- loot A.S ki qaum key waqia main ibrat hay .
3- Moosa A.S key waqia main ibrat .
4- Qaum e aad .
5- Qaum e samood .

 

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/638-31-TO-44-SURAH-ZAARIYAAT-PARAH-27-DATE-10-10-16.mp3″]

45 TO 60 SURAH ZAARIYAAT

1- Nooh A.S ki qaum.
2- Allah key nizam main koi dhakhal nahi day sakta .
3- Shaoor aur aqal , azmat e ilahi ko janenay key leya deya geya hay.
4- Daman e mustafa s.a.w.w shariat key ander hay .

 

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/2017/02/639-45-TO-60-SURAH-ZAARIYAAT-PARAH-27-DATE-11-10-16.mp3″]

1 TO 21 SURAH TOOR

1- iss surat main mukhtalif cheezon ki Qasam khayee gayee hay .
2- Toor , kitab , Bait ul mamoor , oonchi chhat , samunder , in sub ki qasam khayee gaye hay .
3- azab e ilahi aa ker rahay ga .
4- jhutlanay walon ka anjaam .
5- jannatiyon aur jahannimyon key halat qiyamat key din kaisay hon gay .

 

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/640-1-TO-21-SURAH-TOOR-PARAH-27-DATE-12-10-16.mp3″]

22 TO 49 SURAH TOOR

1- her jannati ko uss ki pasand ki khorak milay gi .
2- jannati apas main kia batain kerain gay .
3- kuffaar Nabi pak s.a.w.w. ko kabhi jadooger kehtay aur kabhi shaa ir .
4- badkar admi key mizaj main hi burayee ko pasand kerna hota hay.
5- Ghayab ka ilam kia hay ?
6- Nabi pak s.a.w.w ki baat nah manena khud ko sakhat museebat main dalna hay .
7- Aalim aur jahil main kia ferk hay ?

 

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/641-22-TO-49-SURAH-TOOR-PARAH-27-DATE-13-10-16.mp3″]

1 TO 25 SURAH NAJAM

1- Nizam e shamsi Allah ka gawah hay .
2- Nabi Pak s.a.w.w ka her ferman wahi ilahi hay.
3- Hazrat Jibrail A.S ko Nabi pak s.a.w.w ney 2 baar un ko asli halat main daikha .
4- Fawad ka matlab aur lateefa e Qalb .
5- Nabi Pak s.a.w.w ka Mairaj per jatay howay istaqbal .
6- Nabi Pak s.a.w.w ney Allah ka deedar kia ya nahi ?
7- Kuffer ki haqeeqat .

 

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/642-1-TO-25-SURAH-NAJAM-PARAH-27-DATE-14-10-16.mp3″]

26 TO 32 SURAH NAJAM

1- kuffaar key bey bunyad khiyalat ka radd fermaya geya hay .
2- wehm o guman sey haqeeqat tabdeel nahi hoti .
3- Allah ki yaad sey Roo gerdani ki saza .
4- dunya ka nizam iss leya chal raha hay keh ….
5- Allah key nazdeek naik log kon hain ?
6- apnay aap ko naik o parsa honay ka dawa nah kero .

 

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/643-26-TO-32-SURAH-NAJAM-PARAH-27-DATE-15-10-16.mp3″]

33 TO 62 SURAH NAJAM

1- kuffer ki khasoosiyat hay keh banda maal ki andhi muhabbat main gariftar ho jata hay.
2- insan ko wuhi milta hay jis ki woh koshish kerta hay , yeh dunya nahi balkeh akhirat key baray main fermaya geya hay .
3- isaal e sawab ki haqeeqat .
4- nafermani ki saza .
5- Nabi Pak s.a.w.w ki baisat aik azeem naimat hay.

 

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/644-33-TO-62-SURAH-NAJAM-PARAH-27-DATE-17-10-16.mp3″]

1 TO 22 SURAH QAMAR

1- Mujza Shaq ul qamer .
2- her gunah nafs ki khuahishat ki wajha sey hota hay .
3- Aqalmand log kon ?
4- humain apnay aap ko daikhna ho ga keh hum aaj kia ker rahay hain .
5- beyshuk Allah ney Quran ko samajhna humaray leya asan ker deya hay .

 

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/645-1-TO-22-SURAH-QAMAR-PARAH-27-DATE-18-10-16.mp3″]

23 TO 40 SURAH QAMAR

1- Ambiya karam ko jhutlana , baray azab ko dawat daina hay.
2- Quran ka mujzah .
3- Quran samajhnay key leya asan hay .
4- purani qaumon key azab ki kahani humain ibrat key leya batayee ja rahi hain ta keh hum azab sey bach jain .

 

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/646-23-TO-40-SURAH-QAMAR-PARAH-27-DATE-19-10-16.mp3″]

41 TO 55 SURAH QAMAR

1- taqatwer qaumon ko nafermani per Allah ney tabah ker deya tu aaj key logon ki kia hasiyat hay.
2- meri zindagi meri merzi , yeh kafrana nazria hay .
3- dunya ki her cheez andazay sey banayee gayee hay .
4- lafz Shia ka Quran main istimal .
5- her cheez Allah key ilam main hay .

 

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/647-41-TO-55-SURAH-QAMAR-PARAH-27-DATE-20-10-16.mp3″]

1 TO 32 SURAH REHMAN

1- Siffat e ilahi ko dawam hay .
2- uloom e Quran bahut bara ehsan .
3- Quwwat e beyaniyah aur uss ka sahi istimal .
4- insan per Allah ki beyshumar naimtain .
5- Tasawwuf main kerway janay walay muraqba Fana Baqa ka maqsad aur kyon kerwaya jata hay .

 

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/648-1-TO-32-SURAH-REHMAN-PARAH-27-DATE-21-10-16.mp3″]

33 TO 61 SURAH REHMAN

1- Akhirat main hisab kitab yakeeni baat hay .
2- Allah ki naimton sey inkaar , azab ka sabab .
3- aakhirat main inam yafta log kon sey hon gay .
4- kia jinnaat jannat main jain gay ?
5- jannat ki hoor .

 

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/649-33-TO-61-SURAH-REHMAN-PARAH-27-DATE-22-10-16.mp3″]

62 TO 78 SURAH REHMAN

1- bhalayee ka badla bhalayee hay .
2- momineen ko 2 jannatain dee jain gi , 2 jannaton ka matlb kia hay ?
3- Hoor
4- merdon key leya hoor hon gi tu auraton key leya kia ho ga ?
5- Allah ka zati naam , sub naimaton ki kunji .

 

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/650-62-TO-78-SURAH-REHMAN-PARAH-27-DATE-24-10-16.mp3″]

1 TO 38 SURAH WAQIA

1- Qiyamat aur insano ki derja bandi .
2- Muqerrabeen kon sey log hon gay ?
3- jannatiyon key inamaat .
4- dahnay haath walay .

 

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/651-1-TO-38-SURAH-WAQIA-PARAH-27-DATE-25-10-16.mp3″]

39 TO 74 SURAH WAQIA

1- As hab e yameen ki kasret .
2- baain hath walay aur un ka hasher .
3- baadal aur barshon ka nizam .
4- Allah ka shuker ada kerna .

 

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/652-39-TO-74-SURAH-WAQIA-PARAH-27-DATE-26-10-16.mp3″]

75 TO 96 SURAH WAQIA

1- Nizam e Qainaat Quran ki azmat per gawah hay .
2- kia Quran ko chhoonay key leya Wazoo zaroori hay ?
3- Quran ki azmat o fazail .
4- maut key waqt insan ki haalat .
5- Qaber main azab o sawab .
6- panah ki jagha Allah key zaati naam ka ziker .

 

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/653-75-TO-96-SURAH-WAQIA-PARAH-27-DATE-27-10-16.mp3″]

1 TO 7 SURAH HADEED

1- Qaynat ki her cheez Allah ka ziker kerti hay .
2- Allah ki siffaat .
3- 6 din main dunya aur asman ki takhleeq .
4- Allah ki maeyat kia hoti hay .
5- zameen o asman main Allah ki badshahat .
6- Dunya aur akhirat ki asaniyon ka asan tareen hall aik hi hay .

 

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/654-1-TO-7-SURAH-HADEED-PARAH-27-DATE-28-10-16.mp3″]

8 TO 10 SURAH HADEED

1- Hidayat key asbaab .
2- Gumrah firqay aur Quran .
3- Tareeki sey roshni ki terf .
4- khaloos , ajer aur nataij ko tabdeel ker daita hay .

 

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/655-8-TO-10-SURAH-HADEED-PARAH-27-DATE-29-10-16.mp3″]

11 TO 16 SURAH HADEED

1- Allah ko Qerz e Hasana dainay sey kia murad hay ?
2- Momineen key naik amaal Qiyamat key din un key leya noor (Roshni) ban jay ga .
3- momineen isi noor ki roshni main pullsarat ko aboor kerain gay .
4- Munafqeen ka qiyamat key din haal .
5- ziker e qalbi sey dil naram aur deen per chalna asan ho jata hay .
6- deen kee bajay dunya ko ehmiyat daina dil ki sakhti ki nishani hay .

 

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/656-11-TO-16-SURAH-HADEED-PARAH-27-DATE-31-10-16.mp3″]

17 TO 24 SURAH HADEED

1- Siddique aur shaheed ka martaba .
2- dunya ki zindagi ki haqeeqat .
3- Naikiyon main sabqat lay jana .
4- Allah ka fazal kia hay ?
5- zindagi ka nizam teh shuda hay .

 

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/657-17-TO-24-SURAH-HADEED-PARAH-27-DATE-1-11-16.mp3″]

25 TO 29 SURAH HADEED

1- Ambeya e karam ko kitab aur adal key saath maboos fermaya geya .
2- insan key faida key leya Loha zameen per paida fermaya gey .
3- Jihad ka maqsad kia ?
4- Ambeya A.S ki madad kernay sey kia murad hay ?

 

Watch on Vimeo

Watch on Youtube

Play Audio

[sc_embed_player fileurl=”http://www.qurantafseer.net/wp-content/uploads/658-25-TO-29-SURAH-HADEED-PARAH-27-DATE-2-11-16.mp3″]