QURAN URDU TAFSEER PARAH 6

148 TO 153 AL NISA

1- Ailanaya (khulay aam ) gunah kernay ka anjaam .
2- iman sub ambeya per laikin amal sirf Shariat e Muhammadi s.a.w.w per .
3- ajer e azeem kin logon key leya hay ?

 

Watch on Youtube

154 TO 159 AL NISA

1- Ambeya karam per aitraaz kernay ke saza ?
2- museebtain gunah chhorr ker Allah kee itaat kernay ka moqa ata kerti hain .
3- aaj ka muslman Allah key ehkamat tornay key bawajood apnay aap ko mazloom samajhta hay .
4- Allah key deen ka naam shoro sey islam he hay .
5- Hazrat Eesa A.S ka asmaano per zinda uthaya jana .

 

Watch on Youtube

160 TO 162 AL-NISA

1- Quran qissay kahaniyon kee kitab nahi balkeh ibrat hasil kernay ke kitab hay .
2- sood pehli ummaton per bhe haraam tha .
3- logon ka maal najaiz taur per nah khao .
4- apni aur apnay gher walon kee islah kee fiker kerni chahyay .

 

Watch on Youtube

163 TO 165 AL-NISA

1- Mushrikeen key aitrazaat ka jawab khud Allah kareem ney deya .
2- aisa kabhi nahi howa keh dunya main wahi ilaahi sey koi ashnaa banda nah bacha ho .
3- fikri aur amli zawaal key asbaab kia hain ?
4- islam key asool tabdeel nahi hotay .
5- Sahaba Fana Fir Rasool s.a.w.w thay .
6- wahi ilaahi Qiyamat key din daleel aur hujjat ho gee .

 

Watch on Youtube

 166 TO 169 AL NISA

1- Wahi ilaahi per dalaail .
2- momin key leya wahi ilaahi key theek honay kee aik daleel he kafi hay keh iss baat per Allah khud gawah hay .
3- Hazrat Umme Aiman R.A ka wahi ilahi per waqia .
4- Rooh beemar ho tu shariat jaisi naimat bhe achi nahi lagti .

 

Watch on Youtube

168 TO 170 AL NISA

Halaal rizk kamaana aur Itaat e Rasool s.a.w.w

 

Watch on Youtube

 

171 TO 173 AL NISA

1- Shirk kufer kee badtareen qisam hay .
2- shirk ka sabab bazurgon key maqam ko berha cherha ker paish kerna .
3- Allah key waliyon ka sahi maqaam ?
4- apni terf sey baatain banana deen nahi hay .
5- Dua kee qabooliyat kee aik chhoti c shert ?
6- Amal kee salahiyat ka miyaar kia hay ?

 

Watch on Youtube

174 TO 175 AL NISA

1- Allah kee azmat kee sub sey bari daleel Nabi Pak s.a.w.w .
2- jub tak dil nah manay imaan mukammal nahi hota laikin yeh dil kaisay maanta hay ?
3- Quran aur aap s.a.w.w kee hayat e tayyabah rehnumayee key leya maujood hay .
4- Nabi pak s.a.w.w kee her siffat aap kee shaan key mutabik hay .
5- Allah tak pahunchnay ka sirf aik he rasta hay , ittiba e Rasool s.a.w.w.

 

Watch on Youtube

175 TO 176 AL NISA

1- Allah per imaan aur uss key saath Rishta e ulfat .
2- wirasat kee taqseem ka eham masla .
3- Sahaba o Sahabiyaat key fazail .
4- ehkam e wirasat aur aaj key muslman ka terz e amal .
5- iss rawyiyyah ka sabab .
6- sawab kia hay ?

 

Watch on Youtube

1 TO 2 AL MAIDAH

1- Ehad yeni wada poora kerna ferz e ain hay .
2- apnay nafs kee khuahish kee ibaadat kernay sey kia murad hay ?
3- wada kernay kee aik aur soorat .
4- Allah jis kaam sey rok dey uss main hurmat aa jati hay .
5- Halaal janwer ka shikar aur takbeer perhnay key masayal .

 

Watch on Youtube

 

3 AL MAIDAH

1- halaal aur haram janwer .
2- kuffaar kee mayoosi .
3- ayaat o amaal ka majmooa aaj mukammal ho geya .
4- ilam kia hay ?
5- islami adalti nizam sub sey asan hay .

 

Watch on Youtube

 

 

4 TO 5 AL MAIDAH

1- kuttay aur baaz key zerya sey shikaar key masayal .
2- Allah sey rishta banana hee zindagi ka maqsad hay .
3- Allah key waliyon Sufiya key ausaaf .
4- ghalti ka ho jana insani taqaza hay aur Allah sey taulluk hona kamal e insaniyat hay .

 

Watch on Youtube

Play Audio

 

5 TO 6 AL MAIDAH

1- tamaam pakeeza cheezain halaal hain .
2- maujooda eesayee aur yahoodi ehl e kitab nahi hain .
3- ahl e kitaab kon ?
4- ahl e kitab auraton sey shadi kee shert ?
5- wazoo aur halat e jinabat ka ghusal .
6- tayammam ka tareeka .

 

Watch on Youtube

 

7 TO 10 AL MAIDAH

1- wazoo kernay sey badan saaf ho ga jub keh sajda kernay sey dil saaf ho ga .
2- Allah her aik key dil ka haal janta hay .
3- Ajer e azeem kia hay ?
4- jannat aur jahannam ka aks dunyawi zindagi per perta hay .
5- nifaz e islam sey kia murad hay ?

 

Watch on Youtube

 

11 AL MAIDAH

1- hukmrano ka islam sey hatt ker faislay pooray qaum ko tabah ker daitay hain .
2- hijrat e madeena kee asal wajha .
3- iman key mukhtalif derjay kon kon sey hain ?
4- Allah per bharosa iman kee daleel hay .

 

Watch on Youtube

 

14 TO 16 AL MAIDAH

1- apas kee dushmniyaan aik azab aur saza hoti hain .
2- Allah sey bad ehdi kee saza .
3- taubah sey azab kee jerr katt jaati hay

 

Watch on Youtube

 

15 TO 16 AL MAIDAH

1- Aap s.a.w.w beymisaal basher aur beymisaal noor hain .
2- muslman kee gumrahi ka sabab .
3- Nabi Pak s.a.w.w kee zaat per behas kerna jaiz nahi .
4- salamti kee rah kon c hay ?
5- iblees kyon gumrah howa ?

 

Watch on Youtube

 

17 AL MAIDAH

1- khaliq takhleeq kerta hay makhlooq ijaad kerti hay .
2- nataij Allah key haath main tu phir insan key hath main kia hay ?
3- nijaat haasil kernay ka nuskha .

 

Watch on Youtube

 

20 TO 21 AL MAIDAH

1- Quran ka maqsad tareekh beyan kerna nahi balkeh hidayat hay .
2- naimton key hasool key leya mehnat banda khud kerta hay .
3- her kaam Allah key hukam sey hota hay laikin insan key kernay say hota hay .
4- iman yakeen ka naam hay .
5- Allah sey muhabbat ka inaam , istiqaamat .

 

Watch on Youtube

 

23 TO 32 AL MAIDAH

1- habeel aur qabeel ka waqia .
2- Nafs kia hay ?
3- Nafs kee 3 haaltain .
4- Qabeel kee nadamat kis leya thee .
5- aik insan ka qatal poori insaniyat ka qatal hay .

 

Watch on Youtube

 

33 TO 34 AL MAIDAH

1- jub muslman apnay ehad sey phirr gay tu Allah ney bhe hifazat utha lee .
2- Fasad fil Arz .
3- pakistan main fasad kee wajha aur uss ka hal .
4- Allah ka deya howa insaf ka nizam .
5- maujooda pakistan key halaat .

 

Watch on Youtube

 

35 AL MAIDAH

1- waseela jaiz hay ?
2- ittiba key mukhtalif marahil .
3- jihad kee 2 iksaam .
4- waseela key saath koshish bhe shert hay .
5- Allah banday kee azmaish kerta hay … iss ka kia matlb hay ?

 

Watch on Youtube

 

36 TO 37 AL MAIDAH

1- aakhirat key haqaiq nah maanenay kee wajha ?
2- azab e muqeem ka kia matlb hay ?
3- aaj key humaray mulk key masayal aur un ka hal .
4- firqa bandi humaray mulk main .

 

Watch on Youtube

 

38 TO 41 AL MAIDAH

1- Allah ney zulam ziadtee kernay walay ko sirf aakhirat main hee pooch key leya nahi rakha balkeh dunya main bhe saza bata dee hain .
2- islami saza , islah kee zaamin .
3- zulam aur ziadtee key baad taubah kia hay ?
4- muslmano key leya sabaq

 

Watch on Youtube

 

42 TO 44 AL MAIDAH

1- Ager jaiz kaam key leya paisa deya jay tu kia woh rishwat ho gee ?
2- Allah key ehkamat key mutabik faisla nah kernay walay kafir hain .
3- islam ka nizam e adal , sub key leya insaaf .
4- aaj key pakistan key halaat .

 

Watch on Youtube

 

45 TO 47 AL-MAIDAH

1- Shirk sub sey bara zulam hay .
2- Quran sey faida hasil kernay key leya qalbi ruhjan zaroori hay .
3- insan kee woh khasoosiyat jo farishton aur kisi makhlooq main nahi hay .
4- muslims claim monoply on the truth .

 

Watch on Youtube

 

48 AL MAIDAH

1- Quran kee azmat .
2- Quran apnay sey pehlay kee kitabon kee bhe hifazat kerti hay .
3- Quran kareem kee hifazat ka matlb kia hay ?
4- islam aur aaj kee maghrib key mulkon kee tarakki .

 

Watch on Youtube

 

51 TO 53 AL-MAIDAH

1- muslman aur kafir key taulkat kee hadd kia hay ?
2- apni shinakhat kho daina .
3- dil ka bimari kon c hay ?
4- kuffaar sey dosti sey islam ko nahi balkeh uss muslman ka apna nuqsan hay .

 

Watch on Youtube

 

54 TO 56 AL-MAIDAH

1- iss ayat e kareema ka misdaq Hazrat Abu Bakr Siddique R.A hain .
2- Allah sey Muhabbat kaisay ho ?
3- Allah kee dosti aur khashoo .

 

Watch on Youtube

 

57 TO 60 AL-MAIDAH

1- kuffaar sey dil sey dosti ghair mehsoos andaz main aser andaz hoti hay .
2- baywaqoof , bey aqal kon log hain ?
3- Faasiq kon log hain ?

 

Watch on Youtube

 

61 TO 64 AL-MAIDAH

1- Bargah e Nabvee s.a.w.w sey khali haath uthnay ka sabab ?
2- Auliya Allah aur Mashaikh Nabi kareem s.a.w.w kee barkaat key ameen hotay hain .
3- Allah kee Qudrat e kamila ka aik waqia .
4- yahoodiyon kee chalaki .

 

Watch on Youtube

65 TO 67 AL-MAIDAH

1- iman aik azeem naimat .
2- bidaat iman key khilaf hay .
3-dunya key masayal aur un ka behtreen hal .
4- Nabi pak s.a.w.w key Ausaaf .

 

Watch on Youtube

 

68 TO 73 AL-MAIDAH

1- iman sey mehroomi zindagi guzarnay ka saleeka sey mehroomi hay .
2- Allah key Rasool s.a.w.w ko nah maanena Allah ko nah maanena hay .
3- Allah key Nabi ko Allah ka baita manena shirk hay .
4- azab sirf aakhirat main nahi barzukh aur dunya main bhe hota hay .

 

Watch on Youtube

 

74 TO 78 AL-MAIDAH

1- Aakhirat ka insani kirdar per aser .
2- Shirk ka anjaam .
3- Khalis aur saaf baat sirf Ambeya karam hee batatay hain .
4- burayee ko nah rokna burayee ka saath daina hee hay .

 

Watch on Youtube

 

79 TO 82 AL-MAIDAH

1- kafir sey dosti mumkin nahi .
2- Allah ko janenay ka wahid zerya Ambeya karam hain .
3- 2 qaumain yahoodi aur mushrik muslmano kee badtareen dushman hain .
4- Hazrat Sulman farsi R.A ka waqia .

 

Watch on Youtube